Wednesday, December 17, 2008

meri kalam se

nahi mere dil, tumhe rulana nahi tha
tumhare ahsaason ko aajmana nahi tha,,,,,,,,

mai bhi kar deta ijhaar,sochta hun
par pyar ke layak vo jamaana nahi tha,,,,,,,,

ab ye ahsaas hai ki bhool jaun tumhe
par yun to tumko paas aana nahi tha,,,,

hai kismat ki ab ,mayus rahunga mai
aise hi kisi par kuch lutana nahi tha

ab ho gaya ''ajit'' teri hi galti hai
husn ke bajar me beparda jana nahi tha,,,,, ajit tripathi

No comments:

Post a Comment